👉 Sms prepared by 👈
ZEBNEWS
** Monday ** SawaL-JawaB **
Sender by —-
Aaftab khan – mumbai
sawal —
jawab — MUFTI SHAFIQ AHMAD SHARIFI
Sender by —-
Tanveer raza – rajasthan
sawal — kya jo namazi na ho aur daadhi bhi mundata ho aise shakhs se naat padhwana kaisa hai
jawab — daadhi mundana ya ek musht se kam karna haraam hai aisa karne waala faasik hai aur faasik ko membare rasool par bithana najayaz hai,usse naat padhwane ki koi zarurat nahin
fatawa razviya,jild 10,safah 288
Sender by —-
M zeeshan – alld
sawal — kya marsiya ya noha sun sakte hain
jawab — marsiya sunna haraam hai,aksar aise kalaam koi aalim nahin likha karta aur aksar unme kaafi khilafe sharah baatein paayi jaati hai aur music ka bhi istemaal hota hai lihaza jaayaz nahin balki kufr tak ho sakta hai,haan agar kisi kalaam me koi khilafe sharah baat na ho to apni zabaan se padh sakte hain
ahkaame shariyat,hissa 1,safah 75
Sender by —-
Aarif band – nagpur
sawal — kya macca aur madina me jo imaam hai uske peechhe namaz padh sakte hain aur kya tajusshariya se bada aalim hindustan me koi hai
jawab — wahaabi ke peechhe namaz padhna haraam hai aur maaz ALLAH agar unhe musalman jaane jab to khud hi kaafir
almalfooz,hissa 1,safah 95
aur filhaal huzur TAJUSSHARIYA se bada aalim hindustan me to kya poori duniya me koi nahin hai
Sender by —-
Faisal qaadri – indore
sawal —
jawab — MUFTI SHAFIQ AHMAD SHARIFI
Sender by —-
Usman gani – gujrat
sawal —
jawab —
Sender by —-
M muzammil – alld
sawal — azaan me hayya alas salaah aur hayya alal fala par kya padhna chahiye
jawab — poori azaan to waise hi dohraate jaayen jaisa muazzin kahta hai magar hayya alas salaah aur hayya alal falaah par lahula wala qoowata illa billaah padhen aur subah fajr me assalato khairum minan naum par sadaqta wabarirta wabil haqqe nataqta kahen aur eqamat me qad qaamatis salaah par aqamahallaho wa aadamaha maadamatis samaao wal ar’d padhen
aur azaan sunkar bhi fizool baaton me lage rahna maaz ALLAH isse khaatma bura hone ka khouf hai,lihaza azaan suni jaaye aur uska jawaab dein
bahare shariyat,hissa 3,safah 37
Sender by —-
Faheem noori – ksa
sawal — kya shaikh ladka aur sayyad ladki me nikah ho sakta hai
jawab — bilkul ho sakta hai,khud nabi kareem sallallaho taala alaihi wasallam ne apne ghulam hazrat zaid bin haarisa ka nikah apni phoofi yaani umaiyya bint abdul muttalib ke beti sayyadah zainab bin hajash se karwaya,jiske baare me quran me 1 aayat bhi utri,halaanki hazrat zaid ke talaaq dene ke baad wo nabi ki zaujiyat me aayin,haan behtar yahi hai ki apne qaum yaani biraadri me hi shaadi karen magar ye sirf behtar yaani afzal hai isko farz aur waajib ki tarah na samjha jaaye jaise ki aajkal ke kuchh jaahil musalman karte hain
para 22,surah ahzab,aayat 36
sawal —
jawab —
sawal —
jawab —
Sender by —-
M imran – alld
sawal — kya india aur pakistan
jawab — shaheed ki definition main post ke zariye de chuka hoon,a
*** agar aapke dil me bhi kuchh deeni sawalat ho aur jinka jawab aap maslake AALAHAZRAT ki roushni me chahte ho type karen
Apna naam
Apna shahar
Apna sawal
aur whatsapp karen 9335732950 par.
NAUSHAD AHMAD “ZEB” RAZVI
GENERAL SECRETARY,ALLAHABAD
ALL INDIA JAMAT-E RAZA-E MUSTAFA