sawal — agar koi sunni fasik hai maslan daadhi munda hai to kya uska hath chum sakte hai
jawab — sirf sayaad yani saadat ikram ka haath choom sakte hain agar che wo faasik ho,kyunki sayyad ki taazeem uske amal ki buniyaad par nahin ki jaati balki nabi kareem sallallaho alaihi wasallam ke gharaane ki buniyaad par ki jaati hai,aur fisk se qarabat nahin tootti haan maaz allah kufr karde tab wo sayyad hi na rahega to taazeem kaise
sawal — kya chote bachcoko masum kah sakte hjain
jawab — bachchon ko jo masoom kaha jaata hai wo bamaani mahfooz hota hai magar chunki masoom sirf ambiya aur farishte hi hain to behtar nahin hai
QAZIYE SHAHAR ALLAHABAD MUFTI SHAFIQ AHMAD SAHAB SHARIFI