syed saifi ali – alld
sawal — alvida ko 4 raqat namaz ka msg aaya hai ki iske padhne se tamam qaza namaze maaf ho jaayegi kya ye sahi hai
jawab — qazaye umri shabe qadr me ya alvida ko jo padhte hain aur ye sochte hain ki zindagi bhar ki qaza namaze is ek namaz se maaf ho gayi ye sakht jihalat hai,aisa hargiz nahin,umr bhar ki tamam qaza namazo ko taayyun karke sab padhni hogi
bahare shariat hissa 4 page 48